Behen Ka Loda – Part LXVII

Pinky 2015-08-01 Comments

This story is part of a series:

Mamta “Bibi ji aap kya saheb ji ne khud yahi kaha tha ki jab bacha thehar jayega vo mujhe tuch bhi nahi krenge suchi aap bahut bhag wali ho jo apko itna pyar karne wala pati mila”. Meera “Ha janti hu mamta abhi mai nahane ja rahi hu tum dil khol k apne arman nikal lo kyoki ye sab mene tumhe khusi dene k liye kiya tha ab agea agar ye rista bana raha to insaniyat aur sarafat k sath dhoka hoga abhi to sayed bhagvan hume maf karde kyoki ek ache kam k liye humne ganda kam kiya hai magar iske aage sirf vasna hogi jiski mafi kabhi nahi milti”. Mamta ne bhi meera ki ha mai ha milayi vo suchi bahut khush thi ha dil ke ek kone mai uske ye ahsas bhi tha ki ab usko radhe k mast lode ka maja nahi milega magar bache ki soch kar uska dil khus ho gya. Meera bathroom chali gyi to mamta khusi k mare radhe se lipat gyi aur radhe ne bhi usko mubarak bad di.

Dosto teeno ne milkar nasta kiya ha dilip ji subah subah bahr nikal gye the to ye khulkar bate kar rahe the aur hans rahe the. Chalo dosto yaha to sab thik hai roma k hal jan lete hai. Roma ki maa ne usko uthaya aur kaha ki are sunday hai to kya hua tu soti rahegi kya mujhe market jana hai tu nasta karle. Roma ne kaha ki usko tina ke ghar jana hai kal unke test hai to aaj pura din vo tina ke sath study kregi to uski maa ne kaha jaldi teyar hoja hum sath niklenge. Bas roma uthi aur fatafat teyar ho gyi nasta kiya aur maa ke sath nikal gyi aur pahunch gyi sidhe tina ke ghar ke pas magar uska samna bahr hi ayush se ho gya. Ayush “Hi roma kesi ho?”. Roma “Mai thik hu aap btao kese ho tina uth gyi kya”. Ayush “Mai ekdam acha hu tumse kuch baat karni thi”. Roma ko pata tha ayush kya kehna chah raha tha magar ab usko pyaar ke nam se nafrat ho gyi thi. Roma “Dekho ayush pls bura mat manna mai janti hu tumhe kya baat karni hai pls mera khyal dil se nikal do mujhe in sab me koi dil chaspi nahi hai”.

Ayush “Are mere kahe bina tum ye kese bol sakti ho ki mai kya kehna chahta hu”. Roma “Acha to tum apne muh se bata do”. Roma thodi chidchidi si ho gyi thi. Ayush “Dekho roma mujhe pata hai tina ne tumhe mere bare mai kaha tha aur tumne sochne ka tym manga tha magar aaj mai apne dil ki nahi tumhare dil ki baat kehna chahta hu”. Roma “Mere dil ki kya baat hai”. Ayush “Mai janta hu tum kis musibat mai fans gyi thi aur badi muskil se jaan bachi hai magar ek insan ko dekh kar sabhi ko bura samjhna ye thik nahi bhale he tum mujhse pyar na kro magar hum ache dost to ban sakte hai na”. Ayush ke muh se ye baat sunkar roma ko jhatka laga ki tina ne ayush ko sab bata diya hai. Roma “Ayush pls ye topic pe mujhe koi bat nahi karni aur na hi mujhe dosti karni hai hato samne se mere mujhe tina se milna hai”.

Roma gusse mai andar chali gyi tina us tym chai pi rahi thi usne roma ko pucha magar usne mana kar diya aur moka dekh kar tina ko kamre me le gyi. Tina “Are kya hua bata to aise gusse me mujhe kyo andar le aayi”. Roma “Tina humne vada kiya tha ki vo baat kisi ko nahi btayenge aur tune apne bhai ko bata di chii tumhe sharm nahi ayi vo sab batate hue usko”. Tina “Tera dimag khrab ho gya hai bhala mai kyo btaungi”. Roma ne tina ko puri baat btayi to tina heran ho gyi. Tina “Nahi nahi kuch to gadbad hai bhai ko kese pata chala”. Roma “Tumne nahi btayi to kya neeraj ne btayi hogi magar vo to lapata ho gya hai ya kahi aisa to nahi ayush ne usko kuch kar diya ho jab usko pata laga ki vo tumhare sath galt karna chahta tha. roma ki baat sunkar tina ko bhi aisa hi laga vo jhat se bahr gyi aur usko ayush ghar ke bahr khada mil gya.

Tina ne usko andar bulaya aur usse pucha ki bhai tumko kese pata laga ki roma musibat mai hai. Ayush “Dekh tina yaha khade hokar ye baat nahi hogi chal andar chal mai sab btata hu”. Tina ke sath ayush ko aata dekh kar roma swaliya najro se unko dekhne lagi. Tina “Bhai pls btao apko kese pata laga aur neeraj ke sath apne kuch kiya to nahi na”. Ayush “Hello mai kya krunga uske sath mene kuch nahi kiya vo apni mot mar gya hai samjhi”. Neeraj ke marne ki baat sunte he dono ke chehre ka rang ud gya. Roma “Kya neeraj mar gya kese kab pls puri baat batao mera dil betha ja raha hai”. Ayush “Jis admi ne tumhe itna dukh diya uske liye dil betha ja raha hai tumhara”. Roma “Nahi aisi baat nahi hai pls batao na usko kya hua tha uske pas meri kuch jaruri chej thi”. Ayush “Mai janta hu roma sab janta hu aise tum samjh nahi paogi to shuru se suno us din tum aur tina baat kar rahi thi bas itefak se mene tum dono ki baat sunli aur neeraj ka karnama pata chala to mujhe bahut gussa aaya usne meri behen ko bhi galat karna chaha ye mujhse bardast nahi hua aur mai yaha se nikal gya “Behen Ka Loda”.

Comments

Scroll To Top