Bhabhi Ke Charno Ka Daas

ghulam 2015-09-06 Comments

This story is part of a series:

Meri umar 29 saal hain aur meri bhabhi 27. Main pichchle 3 saal se mer bhabhi ka vafadaar sevak hoon.

Jab bhabhi 3 saal pehle bhaiya se shadi kar ke pehli baar hamare ghar me aayi thi to use hamare ghar ke sanskar dekh kar kafi hairani hui thi.

Shadi ki sari rasme puri hone ke bad ghar ke aur rishtedaron me se sab bade ek ek kar ke bhabhi ke paas gaye aur unhe upahar de kar ashirvad diya. Phir choton ki bari aayi.

Hum sab ko bari bari ja kar bhabhi ke pairon me sir rakh kar bhabhi se ashirvad lena tha.sabse pehle meri bari thi.

Kyon ki main ghar ka sabse chhota sadasy tha. Halan ki rishtedaron me muzse chhote kayi the lekin ghar ke sadasyon ko 1st preference tha.

Jaise hi main bhabhi ke samne kneel down hokar unke charanon me apna sir rakhne laga, bhabhi hairani se khadi ho gayi.

Unhe ye baat badi azib lag rahi thi aur aisi aadat bhi nahin thi. Tab meri maa ne unhe samazaya ki is me sankoch karne ki koi baat nahi hai aur ye to ghar ka riwaaz hain.

“Jab tak tum yaha rahogi yeh tumhara devar hamesha tumhara isi tarah sanman karega aur hamesha tumhari agya me rahega. Aaj se is par hum logo se zyada tumhara adhikar hain. Yahi is ghar ka riwaz hain” ma ne kaha tha.

Lekin phir bhi jab bhi main bhabhi ke charan chhota , jo ki main roz subah aur sham sone se pehle karata tha, ya jab bhi bhabhi muzse kuchch kam kehne par main hath jod kar “jo agya bhabhi” kehte hue sir zukata tha tab tab bhabhi uncomfortable dikhti thi.

Unhe In baton ki zara sib hi aadat nahin thi. Wo hamesha muzse kehti ki meri jagah unke charanon me nahi balki dil main hain. Phir dhire dhire bhabhi ko meri namrata ki aadat hi gayi.

Mere dwara unke charan chhone se unka sankoch karna ab band ho gaya. Muze koi kam batate samay unhone please kehna band kar diya aur unke tone main superiority zalakne lagi.

Ab wo muzse apne personal kaam bhi bina sankoch ke karwane lagi. Jaise unka bistar lagana ya unke nahane ke liye pani nikalna yahan tak ki wo muzse apne joote bhi saaf karwane lagi.

Fir bhaiya ne shahar me flat le liya aur wo vahan shift ho gaye. Main bhi unke sath vahan shift ho gaya taki main bhaiya se business ki barikiyan sikh sakoon kyon ki meri college bhi abhi abhi puri ho gayi thi.

Wahan rehne lagne ke baad bhabhi mere sath aur bhi sahaj ho gayi. Ab unka sankoch puri tarah nikal gaya. Bhaiya jyada tar samay kaam ki vajah se bahar rehte aur main jyada samay bhabhi ki sev me bitane laga.

Maa aur pitaji ganv me hi rehte the. Wo ganv ke zamindaar jo the. Wahan hamari kafi badi have aur bahut badi jaydad thi. Muze aur bhaiya ko kaam karne ki vase to koi zarurat nahin thi.

Lekin bhaiya ko kaam karna pasand tha. Wo ab bahut bade contractor ban gaye the, main bhi unke sath thoda thoda sikh raha tha lekin muje us kaam me utani ruche nahin thi. To zyada tar samay main bhabhi ki sewa me hi bitaya karta tha.

Ab teen saal bad meri din charya kuchch is prakar ki hain.

Bhaiya jaldi uthake kam par nikal jate hain. Main bhi jaldi uthakar maid ne banaya hua nashta aur chay chakh kar dekh leta hoon. Muze achchi tarah se pata hain ki bhabhi ko kaisi chay pasand hain.

Agar muze laga ki maid ne banaya hua nashta ya chay bhabhi ko pasand nahi ayega to main khud hi usme sudhar kar leta hoon ya zaroorat padne par naya bana deta hoon.

Phir main bhabhi ke bathroom jakar unka toilet check karta hoon aur zaroorat padne par saaf kar deta hoon.

Phir unke nahane ki taiyariyan jaise bath tub sahi temperature par ready karna, unka towel aur kapde bath room men rakhna aur bathroom saf karna jaise kam karta hoon.

Phir bhabhi ke bed room ja kar unke bed ke niche rakhe hue slippers saaf karta hoon. Phir unka tooth brush dho deta hoon. Unke pine ke liye pani unke bed ke side ke table par rakh deta hoon.

Phir zameen par unke pairon ke paas baith kar (kneel) unke jagane kee pratikasha karta hoon.

Kabhi kabhi wo so ja ne se pehle muze unhe jagaane ka aadesh deti hain tab main unke bataye samay par unhe jagane ke liye unke panv halke hathon se dabane lagta hoon.

Wo thate hi main unhe pine ke liye pani de deta hoon Phir unhe slippers pehana kar unke pichhe unka brush le kar bathroom chala jata hoon.

Phir unke brush men paste laga kar brush unke hath men de deta hoon.

Phir unke baithane ke liye toilet sit ka cover utha kar bahar chala jata hoon. Bathroom ke daravaze ke bahar khada rah kar main unke aadesh ki pratiksha karta hoon.

Toilet aur brush hone ke bad wo muze awaz lagati hain to main turant ja kar unka toilet flush karta hoon aur unka brush bhi saaf kar deta hoon.

Phir bath tub me saboon mila kar zaag kar ke aur bathtub thik se taiyar karke bahar jata hoon. Unka brush sahi jagah par rakh ke main bathroom ke darvaze ke bahar khada rehta hoon.

Comments

Scroll To Top